AGAR MUJHSE MOHABBAT HAI LYRICS – USTAD SHAFQAT ALI KHAN

AGAR MUJHSE MOHABBAT HAI LYRICS – USTAD SHAFQAT ALI KHAN


Agar Mujhse Mohabbat Hai Lyrics by Ustad Shafqat Ali Khan is a Hindi song with music given by Madan Mohan. Agar Mujhse Mohabbat Hai song lyrics are written by Raja Mehdi Ali Khan.

Agar Mujhse Mohabbat Hai Lyrics

Agar mujhse mohabbat hai
Mujhe sab apne gham de do

Agar mujhse mohabbat hai
Mujhe sab apne gham de do
In aankhon ka har ik aansu
Mujhe meri kasam de do

Agar mujhse mohabbat hai
Mujhe sab apne gham de do


In aankhon ka har ik aansu
Mujhe meri kasam de do
Agar mujhse mohabbat hai

Tumhare gham ko apna gham
Bana loon to karaar aaye
Tumhare gham ko apna gham
Bana loon to karaar aaye


Tumhara dard seene mein
Chhupa loon to karaar aaye
Woh har sheh jo tumhein dukh de
Mujhe mere sanam de do

Agar mujhse mohabbat hai
Mujhe sab apne gham de do
In aankhon ka har ik aansu
Mujhe meri kasam de do
Agar mujhse mohabbat hai

Shareek-e-zindagi ko kyun
Shareek-e-gham nahi karte
Shareek-e-zindagi ko kyun
Shareek-e-gham nahi karte


Dukhon ko baant kar kyun
In dokhon ko kam nahi karte
Tadap is dil ki thodi si
Mujhe mere sanam de do
Tadap is dil ki thodi si
Mujhe mere sanam de do

Agar mujhse mohabbat hai
Mujhe sab apne gham de do
In aankhon ka har ik aansu
Mujhe meri kasam de do
Agar mujhse mohabbat hai


0 टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें

Post a Comment (0)